
This post has already been read 8000 times!
Introduction to the Story:
Ye Urdu font Story aik umda Suspense Urdu Kahani hai, Urdu Story ho ya Urdu Stories ye Story Blog apko har qism kee Urdu Stories say update karta rahega,
Urdu Font Story:
Mene apnay dost Faizan ko aaj bhee samjhaya kay ye Kahaniyan likhna chor or koi tareeqay kaa kaam kar,
Wo har dafa kee tarah muskraa dia or nazrain jhuka kar Laptop par apnee urdu font story mukammal karne lagaa,
Mera us say aik hee sawal thaa kay laug Kahaniyan Parhnay kay liye Kitabain Khareedtay hain, teri UrduStories kaun parhega internet par,
Tau woh hamesha yahee jawab daita kay Bohat say laug apnee masrofiayat kee waja se aaj kal kay daur mein,
Kitabain khareednay nahi Jaa saktay, iss liye woh sirf aik click par Maze dair Urdu Font story mere Blog se aakar parh sakte hain,
Mein hamesha hee hairat karta kay woh apnee itnee behtareen urdu stories kuon Free mein laugon kay samnay paish kar daita hai,
Us ka nazarya thaa kay Internet par Gandee Kahaniyan tau bohat say likh rahay hain Lekin Family kay sath parhne walee Urdu Font stories bohat kam Blogs likh rahay hain,
Iss liye woh chahta thaa kay Uski Urdu Font Kahani har umar ka fard parh sakay or laug Urdu Moral stories parhain or us se sabaq hasil karain,
Kahani Urdu mein ho yaa Roman mein lekin sabaq amoz Kahani honee chahye uska sirf itna kehna thaa mujh say,
Sirf aisa nahee thaa kay Faizan Serious or Moral stories par kaam kartaa ho,
Balkay usnay bohat saree Funny stories in urdu bhee likhee hain, takay uskee UrduStories parh kar laugon kaa thoraa tension kam hoo,
Woh beshumar True love stories in real life in urdu bhee tehreer kar chuka hai jo woh apnay dost ahbab se sunne kay baad tehreer karta thaa,
Urdu Kahaniyan ab ahista ahista us kee pehchan bantee jaa rahee theen, laug ab ahista ahista Uskay UrduStory blog par ziada se ziada arahay thay,
Aik saal pehle tak uskay blog par rauz kay austaen 20 banday aarahay thay yani mahana 600 laug, jo uskee mehnat kaa mun bolta sabot thaa,
Story in urdu ab us kee pehchan banne lagee, Lekin…
Jasoosi Urdu Font Story – Suspense Urdu Kahani (stories) (2)
Aik rauz usay aik unknown number se phone aya,
Samnay koi Baree umar ka insan thaa, lekin us ki awaz mein raub or bhaari pan thaa,
Usne Faizan se pucha kay Urdustory ka owner wahee hai, Faizan nay sachai kay sath haan kaha,
Samnay se awaz ayi kay woh banda faizan kee aik Urdu story khareedna chahta hai,
Faizan kay liye yeh baat bohat anookhi or hairan kun thee, Samnay se ajnabi shaks nay “Pehla Qatal” naam kee story khareedne kee khuwahish zahir kee,
Usay kuch samjh nahi aya or us nay kaha theek hai aap qeemat batayen, us shaks nay kaha 10,000 hazar lai loo,
Faizan ka ander pata nahi kahan se himmat ayi or usnay kaha “sir aap aik zero lagana bhool gaye hain”
Ajnabi shaks nay kaha theek hai batao Aik Laakh rupya kahan bhijwanay hain, faizan nay apnay abu kaa account number dai dia,
5 minute kay ander ander Faizan kay abu kay account mein woh paise agaye, Faizan kay liye ye puri baat na qabile yaqeen thee,
Jese hee mazeed 5 minute guzre Us ajnabi ka dobara phone aya,
Or usnay kaha kay ab woh Urdu Story uss ke malkiyat hai, lihaza faizan usay apnay Urdu story Blog se hata dai,
Or mustakbil mein yeh Urdu Kahani kaheen bhee istamal naa kare,
Us nay jaisa kaha thaa Faizan nay aisaa hee kiya,
Is waqiye ko guzre puray 6 maah hogaye hain lekin hamain aaj tak samjh nahi aya kay mamla kia thaa,
Khair Faizan ko us kay talent kaaa thora bohat haq mil chuka hai, mein dua goo hoon kay usay iss tarah kay Kahani kay khareedar har rauz milte rahain.
Read Story in Urdu For child HERE
—————————————- THE END ———————————
This Hindi / Urdu Font Story is the mixture of Suspense Jasoosi and Knowledge Story. Hindi / UrduStory is working hard to create more interesting Hindi / Urdu Stories Day by Day.
This Urdu Story is Interesting Story in Urdu because this Urdu Kahani is similar from our Author Sarfaraz Jaliawala.
TAGS: story in urdu, story urdu, in urdu story, urdu fairy, urdu story,
urdu fairy tales new stories 2017, urdu fairy tales new stories 2018, stories for kids in urdu, kids story in urdu, urdu fairy tales stories, urdu stories for kids, fairy tales in urdu, kahaniyan in urdu, stories in urdu, urdu story islamic, urdu story with moral, urdu story 2018, urdu story pdf, urdu story cartoon, urdu story new 2019, urdu story books pdf, urdu story 2019, urdu story writing, urdu story video, urdu story new, urdu story books, urdu story love, urdu story for kids, Urdu Fairy Tales, urdu kahani for childrens, jenny story in urdu urdu story, lake story in urdu urdu story, fairy tail in urdu, fairy tail, fairy tales, Urdu Kahaniya, urdu stories, urdu kahani, jenny story, lake story, witch story, To Your Good Health Story | in Urdu, Princess of the Blue Mountain Story in Urdu, The Grumpy Old Man Story in Urdu, funny story, shopkeeper story, The Magic Swan Story in Urdu, Mangita And Larina Story in Urdu,
This post has already been read 8000 times!
More Stories
Hindi Love Story Of A Girl | True Love Story
Latest Heart Touching Short Sad Love Stories in Urdu / Hindi
Best Heart Touching Love Story In Urdu / Hindi